Kis Tarah Se Shukra Tera Chords – Samrat & Co

Strumming Pattern – D D D D
 
(D#)Kis tarah se (G#)Shukar tera ab (A#)ada karu Mai(D#)n
(D#)Kis tarah se (G#)Shukar tera ab (A#)ada karu Mai(D#)n
(D#)Iss Mohabbat ka (G#)harjana kis (A#)tarah bharu Mai(D#)n
 
Khaa(G#)mosh Reh kar bhi (A#)keh Gaye
(G)Dariya sa dil tak (Cm)beh Gaye
(G#)Tum par ho raha hai(Fm) poora(A#) Aitbaar
(D#)Tum hi ho hifaazat(G#) meri Suno
(A#)Ye kaha hai Rooh ne(D#)eee
(D#)Kis tarah se (G#)shukar tera ab (A#)ada karu Mai(D#)n
 
(D#)Ishq ka bas naam Liya
Maine(G#) samjha nahi tha (D#)isey
(D#)Tune sikhaaya ki ye hai Ibaadat
(G#)Rooh ki bhaasha hai (A#)yeh
 
Teri(G#) badolat paayi woh(A#) Daulat
Jo(Fm) mili na mujhko(D#) Kahin
 
(G#)Jazbaat hadd se (A#)badhne Lage
(G)Dene lage(Cm) sadaa Tujhe
Har(G#) pal hai zaroori (Fm)ab tera(A#) Deedar
 
(D#)Kis tarah se (G#)shukar tera ab (A#)ada karu Mai(D#)n
(D#)Iss mohabbat ka (G#)harjana kis (A#)tarah bharu Mai(D#)n
 
Aisa(A#) kabhi dekha(G#) Nahi
Na (Fm)kabhi bhi kahin(D#) Suna
Dene (A#)wala sab dekar(G#) bhi keh(Fm) raha hai(D#) Shukriya
 
(G#)Tune hi toh(A#) samjha Mujhe
Jo na (G)keh saka main, (Cm)suna Tumhe
(G#)Ehsaan ye tera(Fm) na bhalunga(A#) Sadaa
 
(D#)Kis tarah se (G#)shukar tera ab (A#)ada karu Mai(D#)n
(D#)Iss mohabbat ka (G#)harjana kis (A#)tarah bharu Mai(D#)n
error: Content is protected !!