Zaroori Tha Chords – Rahat Fateh Ali Khan

(G#m)Lafz kitne hi tere pairon se lipte honge
Tune jab aakhiri khat (E)mera jalaya hoga
(G#m)Tune jab phool, kitabon se nikaa(E)le honge
(G#m)Dene waala bhi tujhe yaad toh aaya hoga
 
(G#m)….
 
Teri (F#)aankhon ke dariya(E) ka
utarna(G#m) bhi zaroori tha
Mohabbat (F#)bhi zaroori(E) thi
Bichadna (G#m)bhi zaroori tha
 
Zuroori(C#m) tha ki
Hum do(F#)no tawaaf-e-(E)aarzoo kar(G#)te
 
Magar phir(F#) aarzuon (E)ka
bikharna (G#m)bhi zaroori tha
Teri (F#)aankhon ke dariya ka(E)
utarna (G#m)bhi zaroori tha
 
(G#m) (F#) (E) (G#m)
 
Bataao(C#m) yaad hai tumko
Woh jab dil (G#m)ko churaya tha
Churaai (C#m)cheez ko tumne
Khuda ka (G#m)ghar banaya tha
 
(G#m)Woh jab kehte thhe
Mera (F#)naam tum tas(E)bih mein padhte (C#m)ho
(C#m)Mohabbat ki Namaazo (F#)ko
qara kar(E)ne se darte(G#m) ho
 
(C#m)Magar ab (F#)yaad aata hai
Woh baatein(B) thi mahaz baatein(G#)
 
Kahin(F#) baaton hi baaton (E)mein
Mukarna(G#m) bhi zaroori tha
Teri (F#)aankhon ke dariya(E) ka
utarna(G#m) bhi zaroori tha
 
(G#m) (F#) (E) (G#m)
 
Wahi hai (C#m)sooratein apni
Wahi main(G#m) hoon, wahi tum ho
Magar kho(C#m)ya huaa hoon main
Magar tum (G#m)bhi kahin gum ho
 
(G#m)Mohabbat mein dagha ki (F#)thi
So kaafir (E)the so kaafir (G#m)hain
(G#m)Mili hain manzilein (F#)phir bhi
Musaafir (E)thhe, musaafir (G#m)hain
 
(G#m)Tere dil (F#)ke nikaale hum
Kahaan bhat(B)ke, kahaan pahun(G#)che
 
(G#m)Magar bhat(F#)ke toh yaad aa(E)ya
Bhatakna (G#m)bhi zaroori tha
(G#m)Mohabbat (F#)bhi zaroori (E)thi
Bichhadna (G#m)bhi zaroori tha
 
Zaroori (C#m)tha ki
Hum do(F#)no tawaaf-e-(E)aarzoo kar(C#m)te
 
Magar phir (F#)aarzuon (E)ka
Bikharna (G#m)bhi zaroori tha
Teri (F#)aankhon ke dariya(E) ka
utarna(G#m) bhi zaroori tha

One thought on “Zaroori Tha Chords – Rahat Fateh Ali Khan

  • 28/11/2014 at 8:00 pm
    Permalink

    can we play that song with open chords by using capo?

Comments are closed.

error: Content is protected !!